NEW: Google Search


Chura Liya Hai tum Ne


Downloads: 54694 Times - Played: 74667 Times


Movie: Yaadon Ki Baraat Album: Singer.: Muhammad Rafi, Asha Bhosle,

Genre:

Download MP3 - 128kbps



 

Comments about Track


Chura Liya Hai tum Ne Lyrics

--female--
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Oh, Le Liya Dil, Oh Haai Mera Dil
Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
(bahaar Banke Aaoon Kabhi Tumhaari Duniya Mein
Guzar Na Jaaye Yeh Din Kahin Isi Tamanna Mein) - 2
Tum Mere Ho, Ho Tum Mere Ho
Aaj Tum Itna Vaada Karte Jaana
Chura Liya
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
--male--
Ho, Sajaaoonga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko
Lahoo Jigar Ka Doonga Haseen Labon Ki Laali Ko
Sajaaoonga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Daali Ko
Lahoo Jigar Ka Doonga Haseen Labon Ki Laali Ko
Hai Vafa Kya Is Jahaan Ko
Ek Din Dikhla Doonga Main Deewana
Chura Liya
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Badalke Meri Tum Zindagaani
Kahin Badal Na Jaana Sanam
Le Liya Dil, Haai Mera Dil
Haai Dil Lekar Mujhko Na Behlaana
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar Nahin Churaana Sanam
Hm Hm Hm Hm, Hm Hm Hm Hm - 2



Adv

  More tracks from
 Yaadon Ki Baraat

Aap Ke Kamre Mein - Download:9787 Played:11765 Movie: Yaadon Ki Baraat Album:      Singer:
Chura Liya Hai tum Ne - Download:54694 Played:74668 Movie: Yaadon Ki Baraat Album:      Singer:
Lekar Ham Diwana Dil - Download:12411 Played:13419 Movie: Yaadon Ki Baraat Album:      Singer:
O Meri Soni - Download:20503 Played:28974 Movie: Yaadon Ki Baraat Album:      Singer:
Yaadon Ki Baaraat - II - Download:6767 Played:8126 Movie: Yaadon Ki Baraat Album:      Singer:
Yaadon Ki Baaraat - Download:14542 Played:16322 Movie: Yaadon Ki Baraat Album:      Singer:

Overview - Yaadon Ki Baraat

Casting

Recent Played

Recent Downloaded