NEW: Google Search


Kabhi Socha Na Tha Maine


Downloads: 2853 Times - Played: 8657 Times


Movie: Pyaar Kiya Nahi Jaata Album: Singer.: Sonali Vajpayee,

Genre:

Download MP3 - 128kbps



 

Comments about Track


Kabhi Socha Na Tha Maine Lyrics

--male--
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
--female--
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
--male--
Aaj Mujhko Laga Baat Kuch Hai Zuroor
Paas Kitne Ho Tum Jab Hue Mujhse Door
--female--
Beqaraari Hai Kyoon, Yeh Khumaari Hai Kyoon
Kyoon Pareshaan Hai, Kyoon Yeh Armaan Hai
--male--
Tum Kya Gaye Ho Jaanam, Sang Le Gaye Bahaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
Sach Kahoon Pyaar Kya Hai Main Nahin Jaanta Tha
Pyaar Ki Baatein Sach Hai, Main Nahin Maanta Tha
--female--
Kya Mujhe Ho Raha Hai, Kya Mera Kho Raha Hai
Mujhko Ehsaas Hai, Kya Meri Pyaas Hai
--male--
Tu Nahin Paas Mere, Hai Tera Intezaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
--female--
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
--male--
Kabhi Socha Na Tha Maine



Adv

  More tracks from
 Pyaar Kiya Nahi Jaata

Aaja Meri Bahon Mein - Download:3189 Played:7706 Movie: Pyaar Kiya Nahi Jaata Album:      Singer:
Ho Jaata Hai Ye Pyaar - Download:2001 Played:5857 Movie: Pyaar Kiya Nahi Jaata Album:      Singer:
Kabhi Socha Na Tha Maine - Download:2853 Played:8658 Movie: Pyaar Kiya Nahi Jaata Album:      Singer:
Nazaren Mil Jaati - Download:1518 Played:4107 Movie: Pyaar Kiya Nahi Jaata Album:      Singer:
Pyaar Kiya Nahin Jaata - Download:2046 Played:4961 Movie: Pyaar Kiya Nahi Jaata Album:      Singer:
Raaste Yahan - Download:790 Played:2667 Movie: Pyaar Kiya Nahi Jaata Album:      Singer:
Tere Bin Koi Bhi Pal - Download:1227 Played:4181 Movie: Pyaar Kiya Nahi Jaata Album:      Singer:
Unke Labon Pe - Download:1618 Played:3830 Movie: Pyaar Kiya Nahi Jaata Album:      Singer:

Overview - Pyaar Kiya Nahi Jaata

Casting

Recent Played

Recent Downloaded